Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeZafar Gorakhpuri
HomeZafar Gorakhpuri
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jo mammy ki aankhon ke taare the hum tum to daddy ke dil ke sahaare the hum tum aye bada lutf tha jab o kunware the hum tum suno ji bada lutf tha jab kunware the hum tum suno ji bhare shahar mein sabko pyaare the hum tum muhalle mein sabke dulaare the hum tum bada lutf tha jab aye kunware the hum tum suno ji bada lutf tha jab kunware the hum tum suno ji main hero tha kitno ka shaadi se pahle tha hangama fitno ka shaadi se pahle badi beautiful thi jawani ki raatein haseeno se hoti thi rangeen baatein mujhe yaad hai aaj tak wo zamana haseeno ke jamghat mein picnic manana magar ban gayi jab se tu meri dulhan meri jindagi ban gayi ek uljhan jo shaadi huyi to baje mere barah meri har khushi ho gayi nau do gayarah teri budi maa ne kabhi mujh ko daanta kabhi ban gaya tera baap dil mein kaanta kabhi jaan ko aa gaye tere bhaayi kabhi teri bahano ne ki haathapayi aur uss par sitam har baras ek bachcha chalo abb mujhi ko chaba jaao kachcha huaa har maja kirkira aashiqi ka
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein humne bhi thak haar ke dera daal diya maikhaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein peene se ehsaas ki shiddat aur siwa ho jaati hai peene se ehsaas ki shiddat aur siwa ho jaati hai behtar hoga ghol de saaqi zehar mere paimaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein ik benaam sa meethapan in honthon mein rehta hai ik benaam sa meethapan in honthon mein rehta hai choom liya tha humne unka haath kabhi anjaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein wo kaagaz ki naav tumhaari kaho zafar kaise doobi wo kaagaz ki naav tumhaari kaho zafar kaise doobi tum to yaar bahut maahir the aisi naav chalaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein humne bhi thak haar ke dera daal diya maikhaane mein band thi masjid ki sab
chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi dil mein yaadon ke nashtar se toota kiye ik tamnna kaleja masalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi badnaseebi sharafat ki dushman bani saj sanwar ke bhi dulhan na dulhan bani teeka maathe pe ik daag banta gaya mehndi haathon se shole ugalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi khaab palkon se gir kar fanaah ho gaye do kadam chal ke tum bhi juda ho gaye meri haari thaki aankh se raat din ik nadi aansuon ki ubalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi subah maangi to ghum ka andhera mila mujhko rota sisakta savera mila main ujaalon ki naakaam hasrat liye umr bhar mom ban kar pighalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi chand yaadon ki parchhaayion ke siva kuchh bhi paaya
soch tu pagle sar tere ehsaan hai kitna lakdi ka are chand ko chhune waale insaan dekh tamaasha lakdi ka chand ko chhune waale insaan dekh tamaasha lakdi ka jagat main kokh se jo maa ki tune janam liya to sabse ab isi lakdi ne tera saath diya zaheeb dai ne sansaar ke hayule main sula diya tujhe lakdi ke kuchh jhule main chhoota jo jhula to lakdi ki chaarpai mili bani jo lakdi ke chhilkon se wo chatai mili umer main paanch ki jab aayi madarse ki ghadi to guru ke haath ki lakdi se pehle aankh ladi nasist lakdi ki kursi bhi teri lakdi ki kalam bhi lakdi ka takhti bhi teri lakdi ki hua tu barah baras ka to aur khuli kismat jab aur aai tere haath paun mein taaqat nikal ke ghar se gulistaan main jis ghadi pahuncha uchhalta koodta maidaan mein jis ghadi pahuncha to apni khaatir khud hi banaaya are gilli danda lakdi kaa chand ko chhune waale insaan dekh tamaasha lakdi ka apni khaatir khud hi banaaya gilli danda lakdi kaa chand ko chhune waale insaan dekh tamaasha lakdi ka
dhoop hai kya aur saaya kya hai ab maloom hua dhoop hai kya aur saaya kya hai ab maloom huaa ye sab khel tamaasha kya hai ab maloom hua dhoop hai kya aur saaya kya hai ab maloom huaa haste phool ka chehra dekho aur bhar aaye aankh haste phool ka chehra dekho aur bhar aaye aankh apne sath ye kissa kya hai ab maloom hua dhoop hai kya aur saaya kya hai ab maloom huaa hum barson ke baad bhi us ko ab tak bhool na paaye hum barson ke baad bhi us ko ab tak bhool na paaye dil se uska rishta kya hai ab maloom hua dhoop hai kya aur saaya kya hai ab maloom huaa sehra sehra pyase bhatke saari umr chale sehra sehra pyase bhatke saari umr chale badal ka ek tukda kya hai ab maloom hua dhoop hai kya aur saaya kya hai ab maloom huaa ye sab khel tamaasha kya hai ab maloom hua dhoop hai kya aur saaya kya hai ab maloom huaa
i am sixteen going on seventeen dil kyun na dhak dhak kare haaye dil kyun na dhak dhak kare i am sixteen going on seventeen dil kyun na dhak dhak kare haaye dil kyun na dhak dhak kare mere bas mein jawaani hai poori phir bhi lagti hoon kitni adhuri oo jaanam tere bin raat hai rang hai zindagi hai phir bhi aisa lage kuchh kami hai oo jaanam tere bin i am sixteen going on seventeen dil kyun na dhak dhak kare haaye dil kyun na dhak dhak kare mehka mehka badan behka behka samaa mausam ye tujhse hansi raatein tujhse jawaan aag tune ye kaisi laga di jism saara pighalne laga toone aankhon se kya baat keh di dil diwaana machalne laga aaj dil mein udasi hai kitni ye hasin raat pyaasi hai kitni oo janam tere bin raat hai rang hai zindagi hai phir bhi aisa lage kuchh kami hai oo jaanam tere bin i am sixteen going on seventeen dil kyun na dhak dhak kare haaye dil kyun na dhak dhak kare mita de ye dooriyaan kya hain majbooriyaan dhundhe dil ye mera teri nazdeekiyaan main
Main Akela Chala Ja Raha Tha Kahin
na kisi ki aankh ka noor hoon na kisi ke dil ka karaar hoon jo kisi ke kaam na aa sake main wo ek musti gubaar hoon na kisi ki aankh ka noor hoon mera rang roop bigad gaya mera yaar mujhse bichhad gaya mera rang roop bigad gaya mera yaar mujhse bichhad gaya jo chaman khiza se ujad gaya jo chaman khiza se ujad gaya main usi ki fasl e bahaar hoon na kisi ki aankh ka noor hoon
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bada Lutf Tha Jab Kunware The Hum Noor E Elahi (1976) 09:45 18535
 
Poster of Noor E Elahi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Bablu O Heeraj
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 09:45   Song Number : 18535   

Band Thi Masjid Ki Sab Ashok Khosla 05:16 17621
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 05:16   Song Number : 17621   

Chaand Apna Safar Shama (1981) 05:54 18421
 
Poster of Shama (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 05:54   Song Number : 18421   

Dekha Tamasha Lakdi Ka Yusuf Azad Qawwal & Talib Hussain Warsi Qawwal 05:51 19873
 
Poster of Yusuf Azad Qawwal & Talib Hussain Warsi Qawwal
 
Category
Qawwali
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Jay Kumar
Duration : 05:51   Song Number : 19873   

Dhoop Hai Kya Aur Saaya Kya Jagjit Singh 05:36 15998
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:36   Song Number : 15998   

I Am Sixteen Hulchul (1995) 07:19 39294
 
Poster of Hulchul (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Kajol, Ajay Devgan
Duration : 07:19   Song Number : 39294   

Main Akela Chala Ja Raha Tha Kahin Ashok Khosla 06:13 17512
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:13   Song Number : 17512   

Na Kisi Ka Aankh Ka Noor Hoon Noor E Elahi (1976) 02:40 18536
 
Poster of Noor E Elahi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Bablu O Heeraj
Singer- 
Anwar
Duration : 02:40   Song Number : 18536   
Karaoke Songs of zafar gorakhpuri, Sad Songs of zafar gorakhpuri, Love Songs of zafar gorakhpuri, Dance Songs of zafar gorakhpuri, Hip-hop songs of zafar gorakhpuri, Best songs of zafar gorakhpuri, Super hit songs of zafar gorakhpuri, hit songs of zafar gorakhpuri, duet songs of zafar gorakhpuri, solo songs of zafar gorakhpuri, old songs of zafar gorakhpuri, famous songs of zafar gorakhpuri, Hindi Karaoke Songs of zafar gorakhpuri, Hindi Sad Songs of zafar gorakhpuri, Hindi Love Songs of zafar gorakhpuri, Hindi Dance Songs of zafar gorakhpuri, Hindi Hip-hop songs of zafar gorakhpuri, best Hindi songs of zafar gorakhpuri, super hit Hindi songs of zafar gorakhpuri, hit Hindi songs of zafar gorakhpuri, duet Hindi songs of zafar gorakhpuri, solo Hindi songs of zafar gorakhpuri, old Hindi songs of zafar gorakhpuri, famous Hindi songs of zafar gorakhpuri, Sing Along Songs of zafar gorakhpuri, Sing Along Sad Songs of zafar gorakhpuri, Sing Along Love Songs of zafar gorakhpuri, Sing Along Dance Songs of zafar gorakhpuri, Sing Along Hip-hop songs of zafar gorakhpuri, Sing Along Best songs of zafar gorakhpuri, Sing Along Super hit songs of zafar gorakhpuri, Sing Along hit songs of zafar gorakhpuri, Sing Along duet songs of zafar gorakhpuri, Sing Along solo songs of zafar gorakhpuri, Sing Along old songs of zafar gorakhpuri, Sing Along famous songs of zafar gorakhpuri